Like This Page

Showing posts with label urdu Ghazal. Show all posts
Showing posts with label urdu Ghazal. Show all posts

Tuesday, December 03, 2013

Urdu Dream Ghazal Dream Urdu Shayari

0 comments Posted by Faheem Zahid on 09:50
Urdu Dream Ghazal Dream Urdu Shayari
    Aik Khuwaab MiLa Hum Ko Ta'abeer Naa MiLL PaAii
HaaLaat BadaL Saktay Woh TaddBeer Na MiLL PaAii
Aik Khuwaab MiLLa Hum Ko Ta'abeer Naa MiLL PaAii
Be-Dard ZaMaaNaa Thha, Be-Dard Mohabbat Thii
Raanjhay Kee Tarhaan Roye Par Heer Naa MiLee
Jo "DiL" Ko Sakoon Daitee Har Dard BhooLaa Daitee
Nazroon Ko Koe Aesi Tasweeer Naa MiLL PaAii
ZindaGii Kay Har KheL Mey HuM HaaReay
Har Dard MiLa HuM Ko TaQseer Naa MiLL PaAii..??

Sad GhazaLs Sad Urdu GhazaL Poetry And Shayari Dasht O Darya

0 comments Posted by Faheem Zahid on 09:38
Sad GhazaLs Sad Urdu GhazaL Poetry And Shayari Dasht O Darya
Dashat-O-Daryaa Say Guzarna Ho Kay Ghar Mey Rehnna Ho
Abb Toh Harr HaaL Mey Hay Hum Ko Safar Mey Rehna
DiL Ko Harr PaL Kissi Jaadoo Key Asar May Rehnaa
Khud Seay NikLay To Kissi Aur Kay Darr Meiy Rehna
Sheher-e-Gham Daikh TeiRi Aab_O_Hawwaa KhushaQ Naa Ho
Raas Aata Hay Ussay Deedaa-e-Tarr Mein Rehna
FeisLay SaaRey Ussi Key Hain HaMaaRi Baabat
Akhtiyaar Apna Buss itnaa Kay Khabar May Rehnna
Toottnaa Yoon Toh MuaQddar Hai MaGar Kuch Lamheay
PhooLoon Kee Tarhaan Muyyasar Ho Shajar Mein Rehna
Ta'aer-r-Jaan Kay Guzarnay Sey Bara Saanihaa Hai
ShoaQ-e-Parwaaz Kaa Toottay Huwway Par Mey Rehna..??

Monday, December 02, 2013

Urdu New Sad Ghazal With Special Design 2014 Urdu Poetry

0 comments Posted by Faheem Zahid on 02:35
Urdu New Sad Ghazal With Special Design 2014 Urdu Poetry
             Aksar PaaGaL Ho Jaate Hain
,,
iShQ Mohabbat Kerneay WaaLay Aksar PaaGaL Ho Jate Hain
Aesi AaG Meay JaLney WaaLey Aksar PaGaL Ho Jaatay Hein
,,
HuM Unn Key Deewaanay Kiyoon Hein Keissay Yeh SamjhaAin TuM Ko
Unn Kee Aankheein Takknay  WaaLey Aksar PaaGaL Ho Jaate Hain
,,
Kho Daitey Hain Hosh Jo Unn Ko Tu  ELzaam Naa Deina
TeiRii GhazaLeen Parhnay VaaLay Aksar PaGaL Ho Jaatay Hein..??

Urdu Poetry GhazaL Shayari Usse Keh Do Wo Mera Hai

0 comments Posted by Faheem Zahid on 02:24
Urdu Poetry GhazaL Shayari Usse Keh Do Wo Mera Hai
Ussay Keh Do Wo Mera Hai Urdu Ghazal Shayari

Ussay Keh Do Wo Mera He Be-Gaana Ho Naheein Sakta
Buhat Na-yaabb Heay, Uss Jeissaa Koei Ho Naheein Sakkta

Uss Kay Saatth Jo GuzRaa Voh Mossam Yaadh Aataa Heay
Uss Key Baadh Koei Mossam Suhaanaa Ho Naheein Sakkttaa

ChhuPaanaey Say Naheein Chhuppttaa Dikhhaanaey Sey Nahain Dikhttaa
Yeh Aatish_E_ishQ Heay Ess May Bahaana Ho Nahein Sakktta

Voh DiL Pey NaQsh Ho JaAye NiGhaahun May Sammaa JaAye
Kay Ess DiL Maen Kissi Kaa Phir Say Aana Ho Naheein Sakta

Buhat Hein Chaahney VaaLay Uss Kay Ham Ney SuNa Hay
Par Koe Bhee DusRa Ham Sa Deewaana Ho Naheen Saktaa..??

Tuesday, November 26, 2013

Urdu Ghazal of Love for Someone Special New Picture Shayari

0 comments Posted by Faheem Zahid on 01:10
Urdu Ghazal of Love for Someone Special New Picture Shayari
Be-Qara'an Tanhaiyoon Kaa SiLSiLa Reh JaAye Gaa
Teray Meray Darmiya'an Bass Aik KhaLao Reh JaAyeGaa
.
Akss Beh JaAin Gay SaaRay DhooP Keay SaiLaab Mey
Aur Koie PaAniyoon Maey Jhaankttaa Reh JaAye Gaa
.
Mujhh Ko Meray HumSafarr Aiesa Safarr DarPaiSh Heay
RaaStaa Katt Bheei Gayya Toh FaaSLaa Rehh Jaye Gaa
.
LoG So JaAin Gey KhaAmoShi Kee Chaaddar Aorhh Kar
Chaand Soonay AanGnoo'n Maey JaaGttaa Reh JayeGaa
.
Jo  Kabhee Uss Nay Parrheein Thin Mujh Seay NaaSar MaanG Kar
Naam MeRa Unn Kitaaboo'n May Likhaa Rehh JaAye Gaa..??

Urdu Ghazals Poetry & SMS Shayari Image Sad IMages Poetry Urdu Poetry English Poems

0 comments Posted by Faheem Zahid on 01:05
Urdu Ghazals Poetry & SMS Shayari Image Sad IMages Poetry Urdu Poetry English Poems
Aadhee Raat Key Shaayed Sapnay Jhoottay Thay
Yaa Phirr PehLee Baar Sitaaray Tootteay Thay
Jiss DinN Ghar Seay BhaaGh Kay Shehar Mey Pohanchiie Thi
BhaaGh Bhari Key BhaaGh Ussi DinN Phoottay They
Mazhab Kee Bunyaad Pey Kieyaa TaQseem Huvi
HumSaaiyoon Neay HumSaAye Heei Loottay Thay
Shookh Nazar Kee Chuttki Nay NuQsaan Keyaa
Haathoon Seay ChaAye Kay Bartan Chhoottay Theay
Aorhh Key Phirti Thii Jo "NaiNa'an" SaaRii Raath
Uss ReShamm Kee ShaaL Peay Yaad Keay Boottay They..??

Best Urdu Ghazal With image 2014 Best Sad Urdu Design Poetry

0 comments Posted by Faheem Zahid on 00:58
Best Urdu Ghazal With image 2014 Best Sad Urdu Design Poetry
Naa Dua Naa SaLaam Kiyun Anjaan Hain Aankhein

Naa Dua Naa SaLaam Kiyun Anjaan Hain Aankhein
Mujh Pay Naheen GhaiRoon Pey MeharBaan Hain Aankhain

ShaamiL Thay Kabhee Ham Bhi TamannAao'n May Unn Kee
Zara Daikho To Kiss Qadarr Yeh Naadaan Hein Aankhain

Kiyoon MiLaAin Gay Woh Hum Say NazRein
Shaayed Apnay Kiye Par Pashemaan Hain Aankhein

Ho Gaye Hum Deewaanay Ullfat May TeRi
Warna HaQeeQat May To Mohabbat Ki Pehchaan Aankhain..??

Sunday, November 24, 2013

Urdu Shayari Urdu Poetry SMS Shayari Urdu Ghazal Geele Balon

0 comments Posted by Faheem Zahid on 04:38
Urdu Shayari Urdu Poetry SMS Shayari Urdu Ghazal Geele Balon
GeeLay BaaLoon Say Channta Sooraj
Shookh Kirann Nay
GeeLey Resham BaaLo'on Ko Jiss Lmhay Chhoo'aa
BeSaakhttaa Hanss Dee
PaLLkoo'n Takk Aattay Aattay
Sooraj Kee Hanssi Bhee
Gori Kii Muskaan Kee Soorat
Saat RanG May BheeGh Chukki Thee..??

Best Ghazal For Someone Special

0 comments Posted by Faheem Zahid on 04:35
Best Ghazal For Someone Special
Tab Hum Kiya Thay Ab Hum Kiya Hain
Tabb Hum Kiya Thay Abb Hum Kiya Hain
Tabb Sardiyoon Kee Naram Dhoop Thee
Sardiyoon Keee Udaass Shamein Thee
Sard Raateen Thin, Abb Garmiyoon Kay Din Hein
HaaLaat Kii Tapish Sey KhuwaahiSheen JaLL Chukkii Hain
ZindaGii Kee Shamma Par Armaan PiGhall Chukkay Hain
Ma'aLoom Nahein,,
Tabb Har Lamhaa Kisii Ko Yaad Kartay Thay
Abb Kisii Bhee Lamhaa Koie Yaad Nahain Aattaa
Tabb Ham Kuchh Kehh Naheen PaAye
Abb Hum Kuchh Kehh Nahiin Saktay
Tab Hum Kiya Thay Ab Hum Kiya Hein..??

Saturday, May 18, 2013

Wo Meri Zaat Me Jab Tak Raha Likhna Nahein Bhooli Urdu Desing Poetry

0 comments Posted by Faheem Zahid on 01:37
Urdu Desing Poetry,Sad Urdu SMS Poetry,2 Lines SMS Shayari
Wo Meri Zaat Me Jab Tak Raha Likhna Nahein Bhooli

Koi Bhi Dard Jo Main Nay Saha Likhna Nahein Bhooli

Wo Jo Mehwar Tha Likhnay Ka, Juda Ho Kar MiLa Aik Din

MiLa To Yeh Kaha Us Nay Suna Likhna Nahein Bhooli

Suna Hai Ab Bhi Chaahat Me Tumhara Naam SaiL Hai

Suna Hai Ab Bhi Tum Mujh Ko Khuda Likhna Nahein Bhooli

Suna Hai Ab Bhi Tum Mujh Ko Meray Saher BuLati HO

Suna Hai Mujh Ko Rag Rag Me Basa Likhna Nahein Bhooli

Kaha Ke Bhool Bethi Hoon Hatheli Per Hina Likhna

MaGar Main Aasmaanoon Per Dua Likhna Nahein Bhooli

Samay Ke Uthtay Maathay Per Tujhay Doondda, Bohat Doondda

Samay Ke Jhuktay Shaanoon Per Sada Likhna Nahein Bhooli

Mujhay Ek Din Meray Kaatib Nay Likha Thay Juda Tujh Say

Main Yujh Ko Aaj Bhi Khud Say Juda Likhna Nahein Bhooli

Chhupanay Ke Liye Sub Dukh Abhi Bhi Muskurati Hoon

Main Ab Bhi Chehray Per Chehra Nayya Likhna Nahein Bhooli

Main Ab Bhi iS JudaAi Me Kaiiii Dukh Dard Sehti Hoon

Main Ab Bhi Teri Aankhoon Ko Shiffaa Likhna Nahein Bhooli

Kiya Tha Tark-e-Taaluq Ka iraada Aik PaL Mein Ney

Main Ab Bhi Us iraaday Ko Saza Likhna Nahein Bhooli

BataAo Tum Mujhay Jaana'a. Main Kaisay Bhool Sakti Hoon

Abhi QudratMera Jeevan Numma Likhna Nahein Bhooli

JudaAi Kaat Li Maine MaGar Marnay Say Kuch PehLay

Main Zinda'an Ke Dareechoon Per Saba Likhna Nahein Bhooli..???

Monday, April 01, 2013

GhazaL Poetry Tum Ne Kaisa Yeh Raabta Rakhaa

0 comments Posted by Faheem Zahid on 07:27
GhazaL Poetry Tum Ne Kaisa Yeh Raabta Rakhaa
      GhazaL

Tum Ne Kaisa Yeh Raabta Rakhaa.

Naa MiLey Ho Naa FaasLa Rakhaa.

Nahein Chaaha Kisi Ko Tere Siwaa.

Tu Ne Hum Ko Bhi Paarsa Rakhaa.

Phool KhiLtey Hee KhiL Gayee Aankhein.

Kis Ne Khushboo Me Saanhaa Rakhaa.

Tu Na Ruswa Ho iss Liye Hum Ne.

Apni Chaahat Pe Da'aira Rakhaa.

Jhooth BoLa To Umar Bhar BoLa.

Tum Ne iss Me Bhi Zaabtaa Rakhaa.

Koi Dekhey Yeh SaadGi Apni.

PhooL Yaadoon Ka Ek Sajaa Rakhaa.

"Faraaz" ULjhaa Raha MaGar Uss Ne.

Tujh Se MiLney Ka Raasta Rakhaa....???

           www.zahid4u.blogspot.com

Sunday, March 31, 2013

Udas Urdu Poetry Mere Zindagi Ke ChiraGh Ko Yoon

0 comments Posted by Faheem Zahid on 02:12
           Sad GhazaL

Mere Zindagi Ke ChiraGh Ko Yoon Hi JaLta Huwa Chor Do

Kiya Pata Kab Kahaan Tumhain Andhera Saa Dikhaai De

Jo Raat Sakhat Thi Guzar Gayee, Jo Din Karra Tha Katt Gaya

Ho Gayee Udas Shaam Bhi, Ab To Raasta Dikhaai De

Wo Wisal Ka WaQat Bhi Katt Gaya, Wo Ghulaab Dhoop Bhi Chhat Gayee

Main iss Umeed Pe Hoon Khara, Wo Mujhey Aata Dikhaai De

Meri ik Arz Hai Khuda Se, Mujhey Mout Jab Bhi Naseeb Ho

Mera Sir Ho Kohe-e-yaar Par . Aur Wo Mujhey Aata Dikhaai De

Meri iss GhazaL Ke Safar Me, Mera Yaar Mujh Se Bichhar Gaya

Mujhey ZindaGi Ke Ain Darmiyaan, Ab ik KhaLaa Sa Dikhaai De....??

                 www.zahid4u.blogspot.com

Meri TaQdeer Me Likha Nahein Hai Piyaar Kisi Ka GhazaL Poetry

0 comments Posted by Faheem Zahid on 01:59
Meri TaQdeer Me Likha Sad GhazaL Poetry
       Meri TaQdeer Me Likha Nahein Hai Piyaar Kisi Ka

Meri TaQdeer Me Likha Nahein Hai Piyaar Kisi Ka
DiL Ko Bhi Nahein Duniya Me Aitbaar Kisi Ka

Hum Shamma Ki Maanind Hee JaLaa Karte Hain Yaaro
Bujh Jain To Lut Jaye Ga Sansaar Kisi Ka

Wo Haan Nahein Karte Hain Kabhi Naa Nahein Karte
Le Leta Hai Yeh Jaan Kabhi inkaar Kisi Ka

Phooloon Se GiLa Hai Naa Kaantoon Se Shikaayat
Deti Hai Kahaan Saath Yeh Khushboo-E-Bahaar Kisi Ka...??

           www.zahid4u.blogspot.com

Wo Khuwaab Tha Bikhar Gaya Best Urdu GhazaL Shayari

0 comments Posted by Faheem Zahid on 01:52
Wo Khuwaab Tha Bikhar Gaya Best Urdu GhazaL Shayari
Wo Khuwaab Tha Bikhar Gaya Tha MiLa Nahein
MaGar Hai DiL Ko Kiya Huwa, Kiyoon Bujh Gaya Pata Nahein
 
Har Ek Din Udas Din, Tamaam Shab Maayoosiyaan
Kisi Se Kiya Bichhar Gaya, Ke Jaise Kuchh Bacha Nahein
 
Wo Saath Tha To ManziL Nazar Nazar Chiraagh Thi
Qadam Qadam Safar Me, Ab Koi Lab Pe DUA Nahein
 
Hum Apne iss Mizaaj Me Kisi Bhi Dar Ke Na Ho Sakay
Kisi Se Hum Mile Nahein, Kisi Se DiL Mila Nahein....??
           www.zahid4u.blogspot.com

Monday, March 25, 2013

Urdu Sad Ghazal-Ek Buss Tu Hee Nahi Mujh Se

0 comments Posted by Faheem Zahid on 23:22
urdu ghazal

Ek Buss Tu Hee Nahi Mujh Se Khafa Ho Betha
Maine Jo Sang Tarasha Wo Khuda Ho Bethaa 

Uth Ke ManziL AGar Aaye To Shayed Kuch Ho
 ShoQ-e-ManziL To Mera AabLa Paa Ho Betha 

MasLehat Chhen Le Quat-e-Ghaftaar MaGar
Kuch Na Kehna Hee Mera Meri Sada Ho Betha 

Shukeriya Ay Mere Qaatil, Ay Maseeha Mere
Zehar Jo Tu Ne Diya Tha, Wo Dava Ho Betha

Chahat Shayari-Toot Kar Chahna Zaroori Hai

0 comments Posted by Faheem Zahid on 23:09
bewafa shayari

Toot Kar Chaahna Zaroori Hai
 Pyaar Me inTeha Zaroori Hai 

Hum To Darya Ke Do Kinare Hain
Darmiyaan FaasLaa Zaroori Hai 

Yeh Kari Shart Hai Mohabbat Ki
Bewafa Se Wafa Zaroori Hai,,

Urdu Romantic Ghazal-Paas Hote To Koi Shararat Karte

0 comments Posted by Faheem Zahid on 23:05

 Paas Hote To Koi Shararat Karte
Tujhe Le Ke Baahoon Me Mohabbat Karte 

Dekhte Teri Aankhoon Me Neend Ka Khumaar
 Apni Khoi Hui Neendoon Ki Shikayat Karte 

 Teri Aankhoon Me Apna Aks Dhoondtey
 Khud Se Bhi Ziyada Tujhe Chaaha Karte 

 Ek DiL Hee Tha Wo Bhi Tere Pass Hai Jaana
Raat Bhar JaaG Ke Kis Ki Hifazat Karte

Baat To Sach Hai MaGar Baat Hai Ruswai Ki

0 comments Posted by Faheem Zahid on 22:56
urdu sad ghazal

Ko Baku Phail Gai Baat Shanasai Ki
 Us Ne Khushboo Ki Tarha Meri Paziraai Ki 

 Kaise Keh'doon Ke Mujhe Chhor Diya Hai Us Ne
Baat To Sach Hai MaGar Baat Hai Ruswai Ki 

Wo Kahein Bhi Gaya, Lota To Mere Pass Aaya
Buss Yahi Baat Hai Achhi Mere Harjaai Ki 

Us Ne JaLti Hui Peshani Pe Jab Hath Rakha
 Rooh Tak Aa Gai Taseer Masihaai Ki

urdu Sad ghazal-Jab Raat Ki Tanhai Dil Ban Ke Dharkti Hai

0 comments Posted by Faheem Zahid on 22:54
urdu ghazal

Jab Raat Ki Tanhai Dil Ban Ke Dharkti Hai
Yaadoon Ke Darichoon Me Chalman Si Sarkti Hai 

 Lo'Baan Me ChinGari Jaise Koi Rakh Jaye
Yoon Yaad Teri Shab Bhar Seeney Me SulaGti Hai 

Yoon Pyaar Nahi Chhupta Palkoon Ke Jhukaane Se
Aankhoon Ke Lifaafoon Me Tehreer Chamakti Hai 

 Khush Rang Parindoon Ke Loat Aane Ke Din Aaye
Bichhre Huwe MiLte Hain, Jab Barf PiGhaLti Hai 

Shuhrat Ki Bulandi Bhi, Pal Bhar Ka Tamash Hai
Jis DaaL Pe Bethay Ho, Wo Toot Bhi Sakti Hai

Best Romantic Poetry-Gham-E- Hayaat Ka JiGra Mita

0 comments Posted by Faheem Zahid on 22:48
urdu sad ghazal

Gham-e-Hayaat Ka JiGraa Mitta Raha Hai Koi 
ChaLey Aao Ke Duniya Se Ja Raha Hai Koi 

AzaL Se Keh Do Ke Ruk Jaye Do Ghari 
Suna Hai Aane Ka Vada Nibha Raha Hai Koi 

Wo iss Naaaz Se Bethay Hain Laash Ke Pass 
Jaise Roothay Huwe Ko Mana Raha Hai Koi 

 Palat Kar Na Aa Jaye Phir Saans Nabzoon Me
 iTne Haseen Haathoon Se Mayyat Saja Raha Hai Koi

Followers

01-12-2013 Start 1